Blog website se bad backlink kaise remove kare . Kya ap jante hai low quality backlinks kaise remove karte hai. website per jayda bad backlinks hone per aapke traffic aur blog website rank dono ko bahut loss ho jata hai.
Aksar blogger Commenting ke doraan low page rank wali sites,se jiski links spam site se connected hoti hai. unse nofollow Backlinks build karte hai traffic badane ke liye. Ye backlink kisi kaam ke nhi hote hai.
Agar in low quality backlinks ko time par blog se remove na kare to ye blog ke Future life ko katam kar deti hai. Google low quality backlinks ko bilkul bhi like nhi karta hai.
Bahut sare blogger backlinks ke cheker me kisi iahse site se blog ke backlinks bana lete. Jisse unke site ka khoi relation nhi hai. Agar aapko pata nhi ki high quality backlink kaise banaye to is post ko read kare. blog ke liye high quality backlinks banane isme puri jankari hai
विषय-सूची
Nofollow Backlinks ya Bad Backlinks Kya Hai.
Low quality backlinks wo links hote hai. Jo kisi Spam sites ya galat sites ya fir p*rn site se aapke website blog per aah rahe hoti hai. In backlinks se aapke blog website ke liye sirf nuksan nhi hota hai. Balki website ka featur bhi me bhi khoi value nhi rehti hai.
kuch Blogger is trah ke links kud ankh band karke create karte hai. blogger is trah ke links apne blog traffic ko increase karne ke liye aapne blog niche se unrelated site par comment aur Gust postinging ya other method se bad backlinks create karte hai.
Joki Google Webmaster bilkul bhi allow nhi karta hai. comment karne me khoi porblem nhi hai. par wha par aap apne site ke links na dd kare.
- blog ke liye high quality dofollow backlinks kaise banaye.
- Blog post Title Seo Friendly or user Friendly kaise banaye
In backlinks ko agar time se pahle blog se remove kar de to blog rank aur traffic ko fir se imporove kar skate hai. Google sirf high quality backlinks ko hi value deta hai. tab jakar rank aur traffic badta hai. To chaliye jante hai Blog se bad backlinks ko kaise remove kar dete kare.
How To Remove Low Quality Backlinks By Disavow Tool
Disavow tool google ka backlinks remove karne ka popular tool hai. Agar aapne blog ke bad backlinks check nhi ki hai. Sabse pahle aapne backlinks ko check kar le. To Chaliye jante hai Bad backlinks remove kaise kare.
Step 1.
- Sabse phale Google Webmaster tool Me jaye.
- Ab Dashboard me Search Traffic per click kaer.
- Ab Link To Your Site Per click kariye.
- Backlinks ke all list dekne ke liye More per clic kare.
Ab All backlinks ke list open jo jayegi.
- Blog post ke liye image kasie banaye 5 badiya software.
- blog ke niche email subscribe widget kasie add kare.
Ab apke samne new page open hoga.
1. domain links ko download karne ke liye download this table per click kare.
2. Aur post backlinks list download karne ke liye Download More Simple links per click kare. Abhi ham domain links par download this table button per click kare.
2. Ab ek small window open hogi usme CSV per select kare
3. Ab Ok button per click kare
Step 3.
- Ab aap CSV File ko open kariye.
- Aapke blog se jinte bhi links connected hia. wo sabhi is list me aha jayenge
- Ab jinte bhi aapke site se unrelated backlinks ya bad backlinks hai. Unko ek Notepade file me Copy kar le
Ab jitni bhi bad backlinks ya unnatural links, Nofollow backlinks ki list bana li hogi. Ab jitne bhi bad backlinks remove larne ke liye Google disavow tool ke help se bad backlinks ko blog se remove kaise karte hai iske bare me janege.
How To Remove Bad Backlinks By Disavow Tool
To ab bad backlinks remove karne ke liye niche diye gaye step ko carefully follow kare. Ya fir aap Google Disavow tool guideline ko bhi read kar skate hai.
CSV File se bad backlinks ko copy karke Ek Notepad file ko banana hai. backlinks ko notepad file me kaise banaye niche diye gaye step ko follow kare.
1. Agar aap blog post ke url bad backlinks remove karna hai. To notepage me is trah se post ke url paste kare.
For Example:-
https://www.xyz.com/stylish-email-subscribe-widget
https://www.xyz.com/2017/11/off-page-seo-techniques.html
https://www.xyz.com/Stylish-popular-post-widget
https://www.zyx.com/2017/11/Seo-friendly-image-kaise-banaye
2. Aur Agar aap kisi site ke domain ke links ko remove karna chate hai Domain URL ko notepad me ish trah se paste kare.
For Example:-
Domain:abcde.com
Domain:xyz.in
Domain:badbacklinks.net
Domain:higjklmn.com
Is trah ek-ek line me ek web address ko notepade me add karna hai. Ab aapko notepad file ko .txt me save karna hai.
For example:-
- Bad backlinks.txt
- Unnatural links.txt
Step 1.
Ab Disavow tool per jane ke liye link per click kare
- Ab aapna blog address select kariye.
- Ab Disavow button per click kare.
Ab new Window me Chosse file per click kare. jo aapne bad backlinks ki notepad file banaye thi.
Finally aab aapne blog se bad backlinks remove karne ke liye google ko request kar li hai. Google aapke blog ke bad backlinks ko 1-2 days me indexing hone se remove kar dega. aur aapke blog ke rank imporove hogi.
Is trah se blog se bad backlinks ko remove ko remove karte hai. aap weekly aur monthly remove bad backlinks ko remove karte rahe ishe apake blog bilkul save rahega.
I hope aab aap samjh gaye honge. Blog se bad backlinks remove kaise kare aur low quality backlinks kya hai. Low-quality backlinks remove kaise kare. agar aapko ye post passand aye to post ko social media par jarur share kare.
Aur sath hi aapna valuable comment ke duwara aapna feedback jarur de Is post ke bare me
Popular Posts:-
- Blog Post Title Seo Friendly Or User Friendly Kaise Banaye.
- Top 5 Best Blogger Templates Download Website
- TOP 5 Best Blogger Seo Tools 2019