How To Add Google Custom Search Box On Website
Jaydatar blog Template me search box Already add hote hai. Lekin google blogger ke liye ek free google custom search box provide karta hai. Agar aap adsense user hai. To aap Google custom search engine box ko blog me add karke earning increase kar skate hai.
Google custom search box me jo bi apke blog per khoi article search karega to google custom search engine me results ke sath add bhi show karta hai.

Aur agar reader unh ads per click karta hai. To uska apko earning hogi. Aur reader google search engine per belive bhi karta hai. kyoki custom google search box me result bilkul Google search Engine box ke trah show karta hai. Aur reader ads per click kar sakta hai.
विषय-सूची
How to Add Google Custom Search Box On Website
Basically Blog me search box sabhi widget se kafi important widget hota hai. Waise to reader blog category se bhi post article tak pauch skata hai. lekin agar us categories me jayda post hai. To reader ko apne main post tak pahuchne me problem hoti hai. Aur google custom search engine box ke add karne ke fayde.
1. jab reader google custom search box me search karega to earning hogi.
2. reader main post tak assani se pahuch skata hai.
3. Search engine result me jo ads show hote hai. Un per khi bhi vist karega to earning hogi.
Blog me google custom search box Kaise add kare.
blog me google custom Search box ko add karne ke liye niche diye gaye sabhi steps ko follow kare.
Step 1.
- Sabse pahle Custom search Engine ke site per visit kare.
- Add par click karke box me website full url paste kare.
- Blog Documentation pe aap other blog ka url bi add kar skate hai.
- Ab Language ko select kare.
- ab Create Button per click kare.
Step 2/.
1. Ab new window me Control Panel per click kare.
2. Control panel per click karne ke bad new window open hogi.
3.usme right side me Look And Feel per click kare.
4. Isme aap aap Search result window ko kis trah se rakna chate hai. apne choice ke hisab se seleck kare.
5. Ab save and Get code per click kare.
6. Ab custom google search box code ko copy kar le.
Blogger me Custom Google search box kaise add kare.
- Ab blogspot blogger me login kare
- Ab blog ke layout per click kare.
- Ab jabhi bhi search box add karna hai. wha add Gadget per click kare.
- New window me HTML/Java script per click kare.
- Ab Google custom search box ka code paste kar de.
- Finally Save button per click kar de.
Is tarke se blog me Google Custom search box ko add kar skate hai. Aur adsense earning ko bhi increase kar skate hai. asha karta aap samaj gaye honge ki blog me custom google search box kaise add karte hai.
I hope aapko Google Custom search engine box ko blog me kaise add karte article acha laga hoga. to is article ko apne friend aur other blogger ke sath jarur share kare. Aur agar apko search box add karne me problem ho to comment kare puch sakte hai.
Read Most