Facebook, twitter, Google plus, socail media ki sabse badi sites hai. Aur in sites par ham sabhi daily active rahte hai, Apne aur dusro ke bichar janne ke liye. In site par ham aapne account ko customize karke professional account bana skate hai.
Facebook profile username ya facebook page username OR Twitter Username, Google plus username change bhi kar skate hai. Basically username har ek page profile ki alag-alag id hoti hai. Jab ham facebook twitter Aur google plus par profile- Account banate hai.
Phale hamare facebook page or facebook profile, twitter, Google plus account ka username kuch is trah se hota hai.
For example:-
o www.facebook.com/sksjdkfd3432
o www.twitter.com/93059453_344
o www.Googleplus.com/9405894350984949
Aur Change karne ke bad kuch Is trah ka hota hai:-
o www.facebook.com/blognetbook
o www.twitter.com/sultansingh
o www.Googleplus.com/+Blognetbook
Same ushi trah twiiter username bhi hota hai. Twitter username ko bhi ham customize karke ek professional account ready kar skate hai. Google plus bhi bahut acha social source aapne product promotion ya site promotion ke liye. Aap Google plus username ya custom url ko bhi change kar sakte hai. But jaydatar users ko iske bare me pata nhi hota hai. So aaj is post me aapko simple traike se batayenge. ki Facebook username twitter username or Google plus username ko change kaise kare.
विषय-सूची
- 1 Username Kya hota hai.
- 2 Facebook username or twitter user change karne ke fayde:-
- 3 Facebook Profile Username Change kasie kare.
- 4 Facebook page username change kaise kare.
- 5 Twitter Username Change kaise kare.
- 6 Google Plus profile custom url kasie set kare.
- 7 Google plus username kaise change kare. How to set Custom url On Google plus.
Username Kya hota hai.
Username har ek account or profile ke alag ID hoti hai. jaise facebook twitter par jintni bhi profile or pages hai. un sabhi ki ek alag-alag id hoti hai.
jab ham facebook twitter par account banate hai. ya fir facebook page banate hai. to hamari ID ke number me hoti hai. Us ide ko ham username kahte hai.
Jo kuch is trah se hota hai.
1. www.facebook.com/9348934793
2. www.twitter.com/3892908349
3. www.Googleplus.com/53456464565546
Aur Change karne ke bad kuch is trah se kar skate hai.
1. www.facebook.com/sultansingh
2. www.twitter.com/blognetbook.
3. www.Googleplus.com/+Blognetbook
Facebook username or twitter user change karne ke fayde:-
- facebook or twitter or Google plus profile par login karne ke liye username se login ho sakte hai. Bina Email or mobile number ke.
- Kisi other person ko aapne profile or page ke name yaad rakne me bhi aasni hogi or search karne me bhi.
- Comment me kisi ko tag karna ho to uski username dalke kar skate hai.Jaise @Blognetbook.
- Aapke faceebook or twitter acccount ki link ko dekar other person samjh gayenge kiski profile hai.
Facebook Profile Username Change kasie kare.
Facebook page username change kaise kare.
2. Ab About us tab par click kare.
Twitter Username Change kaise kare.
Google Plus profile custom url kasie set kare.
- Google plus account kamse kam 30 days olod hona chaiye.
- Aapke profile par aapke 20+ Followers hone chaiye.
- Google profile me aapka photo upload hona chaiye.
Agar aap ke profile ya google plus acccount par yeh requirements available hai. to aap Google plus username ya google plus custom url ko change kar skate hai. TO chaliye jante hai. Google plus custom url ko kaise change kare.
Google plus username kaise change kare. How to set Custom url On Google plus.