Whatsapp Status Download kaise Kare
Whatsapp status kaise download kare, Whatsapp status kaise save kare ya whatsapp status video save kaise kare How to download whatsapp status in hindi . whatsapp status ek bahut hi acha features hai apne feeling ko apne whatsapp users ke sath.
Waise agar aapko apne friend ke whatsapp status photo video pasand aa jaye to unhe kaise download karoge.
Ya to apko apne friend ko message karke photo video magni hogi ya screenshot leker photo video save karni hogi .
lekin is post me aapko sabse easy method bata rha hu jise ap whatsapp status download kar skate hai. so jante hai whatsapp status Download kaise kare ya whatsapp status download kaise kare.
Whatsapp Status Save Kaise kare.
Whatsapp status download karne ke liye niche diye gaye step ko follow kare.
Step 1.
- Sabse phale play store se whatsapp status saver ko download kare. is app ka size 2-4 mb ke beech hai.
- Uske bad whatsapp status saver ko open kare.
- Ab apko 2-3 permission allowed karni hogi.
- Ab apke jitne bhi whatsapp user ne whatsapp status photo video upload kare hai wo sab status saver app me show ho jayenge ek traf Photo aur dusri traf videos.
2. Ab ap jis bhi whatsapp status photo video downlaod ya save karna chahte hai. to uspar click kare.
3. jaise hi aap status photo video par click karenge waise apko last + ka icon show hoga uspar click karne par sabse pahle save button hai uspar click karke ap bade asani whatsapp status se photo video save kar sakte hai.
Jaise hi aap save icon par click karte hai uske bad photo ya video apke phone me save ho jata hai.
Is trah ap whatsapp status download kar sakte hai asha karta hu whatsapp status save kaise kare, whatsapp status photo video download kaise kare, whatsapp status download kaise kare
Agar apko pasand ayi hogi to is post ko apne friend ke sath jarur share kare.whatsapp status download kaise kare jankari apko kaise lagi comment karke jarur bataye.
Popular posts :-