Whatsapp Send Message Delete Kaise Kare.
Whatsapp sabhi messenger apps ka sabse best app hai. Wo isliye kyoki whatsapp use karne me bahut esay ai. dosto priviews post me hamne 5 best whatsapp tips and tricks post bhi share kari jis par aapko logo ke bahut ache reviews mile.
Aur is post me ham bat karne wale hai ki whatsapp send message delete kaise kare. ji ha aap apne whatsapp par send kare huwe

Ji aha kabhi-kabhi mistake se message dusre number per send ho jate hai. Jisse bahut Badi problem create ho jathi hai. So whatsapp send message delete karne ke liye whatsapp ne new Features diya hai.
jisse ham whatsapp par bheje hue message ko delete kaise kare. Iske bare me ham details se batayenge Lekin ye features whatsapp ke new update me avilable hai.
Whatsapp Send Message Delete Kaise Kare.
Ab aap new whatsapp version se whatsapp update ya download kar le. To chaliye jante hai Whatsapp Par bheje hue message ko delete kaise kare. To carefully read kare.
Step 1.
- Sabse pahale play store se whatsapp ka latest update download kare.
- Ab whatsapp per kisi ko message send kare.
- Fir aap us message par 3 second tak press karke message select kare.
- Ab Top per Delete icon per click kare.
Step 2.
Delete icon per click karne ke bad new window me 3 options ayenge.
- DELETE FOR ME:- Delete for me aap ka whatsapp message only aapke mobile se delete ho jayega.
- CANCEL:- Cancel per aap delete karne se bacha skate hai.
- DELETE FOR EVERYONE.:- Delete for Everyone hi aapke real target hai.
Ab aapko DELETE FOR EVERYONE per click karna hai. Aur whatsapp send message delete ho jayega. Is traike se ham whatsapp send message delete kar sakte ahi. Per iske liye aapke pass averge time hota hai. Aur bhi jaruri tips hai. Jinhe aap niche read kar sakte hai.
Important Note:-
1. Send Kare Hue message ko aapne 7 minutes ke under Delete karna hai.
2. Aap jiska message delete kar rhe hai. Agar uska whatsapp update hai. Tabhi message delete hoga. Otherwise nhi.
Finally aap ache se samaj gaye honge Whatsapp send message delete kaise kare. whatsapp par send message ko delete karna bahut hi simple hai. whatsapp aapne users ke liye aur bhi best services dega. Uske update ham aapke liye late rahnge.
Asha karta huwhatsapp send message delete kaise kare iske bare me ye jankari pasand aayhi hogi.
Note:- Whatsapp ke bare me jayda jankari ke liye Is jaaniye hindi me par visit kare.
To is post ko social media aur apne friend ke sath jarur share kare. Aur hamare blog ke sath judne ke liye newsletter ko subscribe kare.
Read Most:-
- Whatsapp Status Me Photo Video Text Kaise Lagaye
- Whatsapp Status Kaise Save Kare (Photo & Video)
- The 5 Best Blogger Plugins For Blogspot Blogger