Kya aap jante hai blog website me subscribe bell icon add kaise kare. jaise wordpress me deka hoga ki wordpress jaisa subscribe bell icon kaise add kare
Apne bahut sare blog website par dekha hoga red color ka ek bell icon hota hai. jise ham web push subscribe bell icon kahte hai.
Is post me ishi ke bare me bat karne wale hai ki Website me Subscribe bell icon add kaise karte hai.
Bahut Sare Blogger Ne
Sawal jawab forum me question kiya tha ki kya blogger me wordpress blog ki trah website me subscribe bell icon add kar sakte hai ya nhi ??
So is post me onesignal
plugins website ke through janege ki
blogger website me subscribe bell icon Add kaise kare.
One Signal Kya Hai ?
Onesignal ek high volume aur reliable web push notifications service provide karta hai. Jisko blogger language me Subscribe bell icon bhi kahte hai. Ye youtube subscribe bell button ke trah work karta hai.
Jaise hi reader bell icon par click karke subscribe kar lega. uske bad rader ko uske browser me post ke notification milte hai.
Ishe aap blogger wordpress aur mobile app ke liye istemal kar sakte hai. to chaliye jante hai. blogger website me subscribe bell icon add kaise kare.
Blog Website Me Subscribe Bell Icon Add kaise kare
Follow the instruction Step by Step :-
Step 1.
2. Ab login par click karke Github, Fb, Google se Sign up kar le.
Step 2.
1. Now click on The Add A New App. par click kar de uske bad new popup window me koi bhi name enter kar de.
2. Ab CREATE Button par click kare.
Step 3.
1. New Window me Web Push par click karke Next Button par click kare.
Ab Aap firse new window me pahuch jahoge yaha par aapko step by step guidelines hai. bell icon add karne ke liye.
Step 1.
1. New window me Sabse phale Typical Website par click kare.
Step 2.
Yaha par aapko apne blog ka title url default icon enter karna hai.
1. Enter your Blog Website Title.
2. Enter your blog website URL.
3. Upload your website favicon (As You Wiss )
Step 3.
1. Yaha par aapko subscribe bell icon ko customize yani right left, icon size setup karne ke liye option ADD A PROMPT button par click Kare.
Step 4.
1. Ab end me Save Button par click kar de.
2. New window Add Code to site ke nice wale code ko copy kar le us code ko apne website template me add karna hai.
How to Add Subscribe Bell Icon Code on Website:-
Copy kare huwe code ko aapne apne blog website me add kar lena hai.
Step 1.
1. Sabse pahle blogger dashboard me Theme par click kare.
2. Ab Edit HTML par click kare.
3. Ab Template ke <head> section ke niche Copy kare huwe code ko paste kar de.
4. Finally ab aapko blogger website me subscribe bell icon add ho gaya hai.
I hope is steps se aap blogger website me subscribe bell icon add kar payenge lekin agar iske bad bhi aapko problem aha rha hai. To aap onesignal web push ki instruction ko follow kar sakte hai.
Onesignal Web push Subscribe bell icon Add on blog website Instruction:-
Is trah se aap blogger website me wordpress blog ke trah website me susbcribe bell icon add kar skate hai. asha karta hu ye jakari aapko liye useful sabhit ho.
Agar aapko website me Subscribe bell Icon add karne me problem aye to comment karke puch skate hai. Aur is post ko other blogger ke sath Jarur share kare.
Popular Posts :-