VI Call Detail, History Aur Call Record Nikalne ki Tricks. Smartphone ka istemaal jis tarah se badhta ja raha hai. waise hi inke kuchh loss aur benefits bhi samne aate ja rahe hai. Mere blog par comment se log sabse adhik yahi question puchhte hai,
“ Kaise kisi bhi mobile user ka name, location aur address ka pata lagaye.” or ” mobile call history, details ka pata kaise lagaya jaye?“ Ab ye possible hai. Aap kisi bhi mobile call history ko jan sakte ho. VI number ki call details kaise nikale iske bare me aaj apko bataunga.
Aapne kabhi na kabhi apni ya girl friend ya boy friend ke mobile me Call Details ko check jarur kiya hoga. Wo kaha or kisse kitani der tak baat karta hai ya karti hai. But agar aap uske mobile call history ko jarur dekna caha honge. Or maybe ho sakta hai aapne call details check bhi kari hogi. But agar pahle se hi call history ko delete kar diya gaya ho to koi fayeda nahi.
Don’t worry aap tention mat lo iska solution bhi hai. in this article apko batane wala hu, ki agar koi apne phone se baat kar ke call detail delete kar de to kaise pata kar. Jaise kisi persion ne apne mobile se kaha baat kari ya kis number par call kiya tha. Finally ab aap samajh gaye honge yha me Mobile number se call details nikalne ki jankari batane ja raha hu.
Sabhi telecom companies me Postpaid or prepaid Mobile number ke liye call detail nikalne ke tarike hote hai. Aap idea Company ka sim use karte hai to iske liye bhi call Details malum karne ka feature deta hai. For example js tarah bank account ka 6 month old statement milta hai. Sam waise hi sim ki statement me 6 month purani call details nikali jataihai. Is Triks ke bare me sabhi ko pata nahi hota kaise kisi bhi mobile number ki call details nikale.
विषय-सूची
- 1 VI Number Ki Call Details History Record Kaise Nikale ? in Hindi :
- 2 Call Details Kyu Nikalni Padti Hai ?
- 3 VI Number Ki Call Details Nikalne Ka Tarika in Hindi
- 4 Step to VI Call details:
- 5 VI Number Ka Call Details With Voice Record Kaise Pata Kare ?
- 6 VI Call Recording Hidden Call Recorder App Se Aise Sune ??
VI Number Ki Call Details History Record Kaise Nikale ? in Hindi :
Purani se aaj tak ki phone call ki history pata kar method maujud hai. Mene iske bare me kai article likhe hai. Jaise airtel aur kisi bhi prepaid number ki online call history nikalne ka method. Par is article ko read karne wale visitor me kuch log aise hai. jo hamesa yahi comment karte hai. “sir Vi se call details nikalna bataye”. yah post khas kar un logo ke liye hi likhi gayi hai.
Aage badne se pahle apko bata du sabhi mobile network provider ke apne apne ruls hote hai. Par sabme ek chiz common hai aap kisi other persion ke Mobile Number ki Call Detail pata nahi kar sakte. Agar aap aisa karte hai. ya kisi illegal tarke se phone details maloom karne ki kosis karte hai to ye crime mana jayega. jiske liye apko police pakad sakti hai. or apko saja bhi ho sakti hai. Privacy policy me yah saf sabdo me likha hai.
Your Call data records, your traffic data such as the phone numbers that you call and send messages to (and the phone numbers that you receive calls and messages from) and the date, time, duration and cost of your communications including your phone location at the time these communications are made. We collect your spend, your device details, your phone usage (including voice, messaging, web/ WAP use, application use), your purchasing habits, your location, your search and browsing history (including the date, time and duration of your internet session) and your preferences (i.e. tracking our website usage information and other information that you may provide to us from time to time for the services that you receive from IDEA :- VI Cellular Privacy Policy
Aur yah baat bi sach hai, apke dwea mobile par ki gayi har ek activity ka data rahta hai. Company chahe koi bhi ho, sabhi ko govt se order mila hai. Sabko apne coustomer ki all phone calls and messages ka record Rakhna hoga. Call Details Telecom ( VI , airtel, Vodafone BSNL, Aircel..etc ) company ke pas jarur rahti hai. crime hone par police dwara mange jane par user ka data or location dena hoga.
Agar apse koi kahe ya iska dava kare ki, wo bina kisi ka mobile use kiye uske mobile se call recording or details nikal sakta hai. To samjh liye wo apko bewkuf bana raha hai. Mobile hacker bhi shayad yah kaam na kar paye. Par Yaha sabse achhi baat ye hai. Aap khud apne number ki online call detail nikal sakte hai. Iske alawa aap kisi ke bhi mobile number se calling jankari check kar sakte hai. But wo sim apke pass hai uski chahe wo kisi ke name ki ho but apke pass hona chahiye.
Jo method apko bataunga uske liye apke pass laptop, pc ya android phone hona chahiye. aur usme internet hona jaruri hai. kiyu ki ye online process hai. Isme humo idea ki website par jakar account banana hoga. Ab agar aap Mobile number ki call detail nikalna chahte hai to chaliye niche batayi gayi steps ko achhe se samajh kar follow kare.
Call Details Kyu Nikalni Padti Hai ?
Agar aap soch rahe hai, ki apne friends ya familiy members ki call details kyu check karni padti hai, to for this reason jawab aapko neeche ki lino me mil jayega.
1. Akshar hum apna mobile kahi rakh ke bhul jaate hai. Phone jub wapas mil jata hai, to ye tention hoti hai, ki hamara phone kisi ne use karke uski history to delete nahi kar di? ya kisi ne hamare mobile ka missuse to nahi kara? call karke history remeove na kar di ho. Aise me call details nikalna hota hai.
2. Kuchh logo ko hamesa telecom Company se ye Problem hai, ki hamesa unka balance cut ho jata hai. Aap call details check kar ke pata laga sakte hai sayd kisi call ki wajah se aisa huwa ho.
3. Akshar log apne Love pe trust nahi karte. Hmesa yahi sochte hai, hum jis se love karte hai wo kisi or se baat to nahi karta aur hume dokha to nahi de raha. Ye problem jyadatr Girlfriends Boyfriends me dekhne ko milti hai. Aise me sabhi log chahte hai, ki Mobile Number Ka Call Record or History Nikal Ke Dekhi Jaye. in case aapke sath bhi aisa hai, to ye post apke bahut kaam ki hai.
4. Mobile par Call karke paresan karne ka koi lafda ho ya Pulish Station ka Complaint, In sabhi Problem ke solution ke liye Call Details Nikalne jarurat hoti hai.
Note:- Pulish kisi bhi mobile number ki call details or voice record direct mobile oprater company se niklwa sakti hai.
Chaliye ab hum vistar se jaan lete hai ki kisi Mobile Se kare Gaye call ki information or history kaise nikale.
VI Number Ki Call Details Nikalne Ka Tarika in Hindi
Waise to aaj internet par call details nikalne ke best tarike bahut sare hai. Jinme kuchh paise user se le kar manchahe number ki calling record provide karwane ka dava kara jata hai. But unme sabse badi dikkat working or not working ki hai. Ek toh aap payment kar de or baad me pata lage wo to fack site thi jisme aapke sath call details nikalne ke name par thagi ho gayi.
Jaha tak mujhe jo jankari mili hai. Usme bataya gaya hai, pulish or khud mobile network provider ke alawa koi bhi aapko ksis number ki call record nahi de sakta. Yaha jo bhi steps me bata wo 100% working hai. Aur isse khud company ne apne customer ki suvidha ke liye diya hai.
Aapko bas is method ko achhe se samajh kar follow karna hoga. Yah bahut easy hai fir bhi apko koi dikat aaye ya kuch samjh na aaye to aap comment kar sakte hai. Chaliye ab mobile number ki call details ka pata lagana jaan lete hai.
Step to VI Call details:
- 1. Sabse pahle VI Cellular Website par jana hai.
- 2. Site open hone ke bad upar top par My Account option pe jaye kare.
- 3. Usme Register Now par Click kare.
- 4. Aap yaha click karke bhi Registration page par ja sakte hai.
- Apko jis Mobile Number se call details nikalna hai, wo enter kare.
- Account login ka Password aap SMS or Email jis par pana chahte hai us par Tik kare.
- Upar ka Yellow code niche khali box me likhe.
- Ab apko last me Submit button par click karna hai.
5. Ab apke mobile par SMS se Passowrd aa gaya hoga.
6. Ab apna Mobile Number or SMS se aaya Password enter kar ke Login par click kare.
7. Login hone par Pssword Change karna hai or Submit par click kare.
8. Account open hone ke baad MyPrepaid option par jaye or usme View Call History par click kare.
9. congratulations! ab apke samne sabhi Mobile se ki gayi call details aa jayegi.
Note :- But apko jo Call Details milegi wo sirf outgoing Call detail hogi. Incoming ki koi bhi jankari nahi di jayegi.
Is method me incoming call details, history or kare gaye miscalls apko nahi milegi. Kiyu ki iske bare me jankari apko nahi mil sakti. Par agar koi crime ya pulice ka mamla ho to wo log company se nikalwa sakte hai.
Ab agar aap kisi voice call recordig bhi sunna chahte hai. to isme apko yah nahi milegi. Kisi ke bhi mobile Number ki Call Details With voice record kaise pata kare. Iski liye apko samne wale ke mobile me ek hidden call recoder app install karna hoga. Iski jankari ab aapko bataunga.
VI Number Ka Call Details With Voice Record Kaise Pata Kare ?
Almost sabhi ke sath ek jaisi problem hoti hai. Chahe wo pati-patni ho ya boyfriend-girlfriend ek dusre par trust bahut kam hota hai. Aise me wo ek desare ki phone ko chori chupe check karte hai. Unki call history nikalte hai. Dekhte hai din bhar kaha kaha baat hui hai. And kis kiska phone aaya hai.
Agar aapko apni Girlfriend ya Boyfriend ki Call Recoding Details Chahiye. And aap ye janna chahte hai, ki wo Kisi Se Phone Par Bat Kar Rahi Hai ya Kar Raha hai iska pata bahut easy tarike se laga sakte hai. Ab kisi bhi mobile ki voice calling sunne ke application Digital India Me sambhav hai. Chaliye ab is method ko samajh le Kisi Bhi Mobile Call ki Voice Record Ko Apane Mobile me kaise sune.
VI Call Recording Hidden Call Recorder App Se Aise Sune ??
Aap Hidden Call Recorder Aap se aap Outgoing Call or Incoming Call ki Voice apane Mobile par Sun Sakate hai. Par isme ek problem hai. Jis Mobile se Call details aap nikalna chahte hai. Wo kuch der ke liye aapke pass hona jaruri hai.
Aapko bas usme ek app install karna hoga or aapka kaam ho gaya. Uske baad jub bhi us mobile se call kara jayega. Us Call par kiya baat ho rahi hai aap apne mobile par sun sakte ho.
1. Jis Mobile me Call Record or Voice Details check karna chahte hai, wo aapke pass hona chahiye bas 5 minute ka kaam hai.
2. Usme aap Hidden Call Recorder App Install kare. Yah app aapko Google Play Store Ya 9Apps.com par asani se mil jayegi. Bas aapko search karna hoga.
3. App install karne ke baad Open kare aur usme Backup Service ko Accepct Kare.
4. Configure option ayega usme aapko apna Email Address submit kar ke Enter karna hai.
5. Next pe Click kare Dashboard open hoga.
6. Isme aapko kuchh option Filup karna hai.
- Send File Over WiFi Only :- Isko select karo.
- Access Code :- Isme aapko apni pasand ka koi bhi password daalna hai. ( is password ko kahi note kar le ye baad me kaam ayega )
- Hide Icon :- Is button ko select karo. Jike mobile me aapne ye app install kara hai, usme ye hide ho jayega. usko kabhi bhi pata nahi chalega ki aapne koi app install kara hai.
Bas dosto apka kaam successfully pura ho gaya hai. Mobile se jitne bhi call kare jeynge. Sabhi ki Voice recording aapke email par aayega . Mobile recorder se mail ayega usme MP3 file hogi. Usko download kare or call recording sune.
Apko my VI Number Ki Call Details History Record Kaise Nikale kaisi lagi hume jarur bataye. Mobile Number Se Call Detail Nikalne ke bare me question comment me kar sakte hai. Sath hi is tricks ko apne dosto or facebook friends ke sath jarur share kare.
Read Also –