Facebook Page Dusre Account Par Transfer Kaise kare
Kya aap apne facebook page dusre account par transfer karna chate hai. Ya aapne facebook page per new admin add karna chahte hai. To is post me details se bataunga. Facebook aapne users ke liye har trah ke features deta hai.
jisse facebook ko sabhi like karte hai. Facebook page new admin add aur remove karna bahut simple hai. Actually Ye feature facebook ne fb page ko transfer karne aur facebook page ko manage karne ke liye banaya gaya hai.
Facebook Social media me sabse popular site hai. Aur blog ke traffic ko incrase karne main blogger ke bahut help karta hai. Agar aap chahte hai ki aapke facebook page ko koi or bhi manage kare.
Jaise new post ko publish karne wala ho , Messages send karna , aur reply dena aur bhi khai resaion ho skate hai. Yaha fir aap aapne faceboo page transfer karna chahte ho dusre account par.
विषय-सूची
Facebook page dusre account par transfer Kaise kare
Facebook page new admin add karne se pahle aap new admin ko jis parkar ki Authority dena chahte ushi parkar ki authority de skate hai. Facebook page par ham 5 trah ke owner add kar sakte hai.
- Admin
- Editor
- Moderator
- Advertiser
- Advertiser Analyst
Admin:-facebook page new admin facebook page ka unta hi hackdar hota hai. jinta ki First admin hota hai, New facebook page admin ushe hi banaye jis per aap beleive karte ho otherwise aapko bhi facebook page se remove kar skata hai.
Editor:- Editor bhi facebook page admin ke trah sabhi changes kar skate hai. Vas ye new admin add nhi kar skata hai. Baki facebook page per khoi bhi setting edits kar skata hai.
Moderator:- Iske pass Editor se thodi kam power hoti hai. Yeh sirf message reply, comment reply, comment delete, etc. I mean Moderator ke pass editor se kam power hoti hai.
Note:- agar aap facebook page ko transfer ya facebook page par new admin mobile se add rah hai. To facebook ko Chrome browser me open karke. menu bar request a desktop mode per select karke facebook page transfer karen. To chaliye shuru karte hai.
Facebook Page New Admin Kaise banaye.
Facebook page New admin add karne ke liye niche diye gaye steps ko follow karen.
Step 1.
1. Sabse phale aapne facebook account ko open kare.
2. ab Facebook page ko open karen.
1. Facebook page open hone ke bad right side me setting per click karen.
2. Ab Left side me Page Role Per click karen.
3. Ab assign a new page Role ke just niche Facebook page new admin ka name enter karen jo facebook profile par ho.
1. Facebook page new admin ka Name likhne ke bad page role me admin select kariye
2. Ab add per click kar de.
Step 4:-
1.Add per click karne ke bad fb account ka password enter karen
2. Ab Submit per click kar de.
Finally Ab aapke facebook page new admin add ho jayega.
Is traike se Facebook page new admin add kiya jata hai. Asha karta hu aab aap samjh gaye honge ki Facebook page new admin add kaise karen ya facebook page ko Anothor Account par transfer kaise karen.
Agar aapko iske bad bhi facebook page par new admin add ya facebook page transfer karne ke bare me To aap facebook help center per facebook page new admin ke bare me jankari le skate hai. How do I manage roles for my Page?
Agar aapko facebook page transfer kasie kare post passand ayhi hai to is post ko apne friends ke sath jarur share kare.
Aur Comment karke is post ke bare me aapna feedback jarur dijye.
Popular posts :-
- 1000+ TOP Facebook Stylish Names List For Girls OR Boys
- Top Stylish Facebook Comments List
- Top Stylish Facebook Comments List
Thank you for sharing, Great post. really useful information.
Thank You Very Much Mohit Bro…. Keep Vist.
Usually I do not read post on blogs, but I would like to say that
this write-up very compelled me to take a look at and do so!
Your writing taste has been amazed me. Thank you, very nice
article