Facebook Group Username Kaise Set Kare
How to change facebook group username in hindi. Kya aap jante hai facebook group ka name kaise change kare. Facebook group URL customize kaise kare. Agar aapka bhi facebook par koi group hia. To aap apne facebook group URL customize karke aur badiya bana sakte hai.
Jise hoga ye ki aapka facebook group search result me top par ayega. Aur aapke group ko jayda se jaydaa log join karenge . Aur aapke fb group me bahut sare followers ho jayege.
So gys normally jo facebook group ka url kuch is trah se hota hai.
Normal – > facebook.com/groups/132662590642558/
After Change – > facebook.com/groups/99techspot/
To is trah se aap apne facebook group url set ya facebook group ka username change kar sakte hai. To chaliye jante hai facebook group username kaise change kare.
Facebook Group Ka URL Kaise Set Kare .?
Facebook group username set karne ke liye niche diye gaye step ko properly follow kare.
- Sabse phale apne facebook account me login kar le
- Ab apne facebook group ko open kare.
- Ab More button par click karke Edit group Setting button par click kare ya is link par click kare.
- Ab page ko thoda sa scroll kare.
- Ab aapko Web and Email Address option par customized address par click kar dena hai.
- Ab new window text box me Apne group ka Username Enter kare.
- Aur Finally customize address par click kar de aapka facebook group username set ho jayega.
Asha karta aapko Facebook Group ka Username Kaise change kare ya fb group url set kaise kare jankari samaj aha gayi hogi.
Agar aapke facebook group url set karne se related koi bhi question hai to comment karke puch sakte hai.
Popular Posts –