Top 5 best Screen Recorder Software for pc laptop. kya aap jante hai computer pc ke liye best screen recorder software kon hai. Basically agar aap pc laptop par koi tutorial videos banate hai. yaha fir ek youtube channel chalte hai.
To uske liye aapko pc screen recorder ki jarurat jarur padti hai. So is post me top aapko top 5 best screen recorder software for pc ke bare me puri jankari milegi.
On screen video tutorial banane ke liye aapke pass badiya screen recorder software hona chaiye Taki Aap ek free screen recorder software use karke aapne video, tutorial ko saandar bana sake.
Aapne youtube per dekha hi hoga ki youtube low quality ke video rank nhi karta hai. Isliye videos ki quality achi ho tabhi youtube video ranking improve karta hai. to chlaiye jante hai best free screen recorder software for pc ke bare me.
विषय-सूची
5 Free Best Screen Recorder Software For PC.
Gys ye 5 free screen software bilkul free hai. kyoki agar aap ek badiya screen recorder purchase karte hai. 50$+ charge karne hote hai. but in screen recorder me bhi bilkul pro recorder ke trah kaam kar skate hai. bas inhe thode bahut limitation hoti hai. to jante hai pc ke liye free screen recorder software ke bare me.
1/. Icecream Screen Recorder
Icecream screen recorder software one of the free Video recorder software hai screen recorder me first me eshi ka naam aath hai. kyoki isme bahut best Features hai. Aur ye paid aur free dono ke liye available hai but free me thoda features kam hote hai. Lekin video recording me khoi watermark nhi atha hai.
Features.
- Records video in MP4 MKV aur WEBM Format ke sath.
- Video recording ke sath-sath audio recording bi kar sakte hai.
- Recording ke sath webcam se Video bana sakte hai,
- All drawing features, screen capturing sab avilable hai.
- Video recording karte samy recording karte samy whi se start kar skate hai.
- Allow Saving screenshots png aur JPG format.
2/. Ezvid Video Maker Software.
Ezvid bi ek Free screen recorder software hai. Isme bahut sare features avilable hai. Screen Capture ke sath screen recodr bi kar sakte hai. Video record karne ke bad isme video ko Edit karna ka feature Available hai. jo bahut hi interesting hai.
Features.
- Auto Save the videos during recording
- Video recording ke sath audio recording available hai.
- allow recording 45 minutes
- Aap yhi se video ko direct Youtube Per upload kar sakte hai.
- High resolution me video record kar skate hai.
- Video record karte time Drawing tools text slides, images ka use kar sakte hai.
3/. Screenpresso Software.
Screenpresso bi ek bahut hi free screen capture aur best free screen recorder software hai. Yah High resolution ke video ko record karta hai. Are bahut useful features available hai. Isme aap apne hisab se area select karke video ko record kar sakte hai. sath hi Video editing ke tools bhi bahut essay way se use kar skte hai.
- Allow Recording audio and webcam ke sath
- screen captures aur recordings with tools.
- Video recording mp4 format ke sath aap video ka format change kar skte hai.WMV , WebM And OGG ke sath
- Iska ek bahut badiya feature hai. ham yaha se direct FTP, Evernote, Google drive, Onedrive, Facebook, twitter, Dropbox, etc ke sath essily share kar skate hai.
4. Cam Studio software.
Lightweight aur high-performance ke sath screen recorder basically ise rocoding ke liye develop kiya gaya hai. screen recorder ke liye one of the free screen Recorder software hia. is software me aap recording ke sath sath video editing bhi kar sakte hia. chaliye ek bar iske features ke bare me jan lete hia.
Features.
- Capture the video Avi format
- Official editing tools
- Chose the custom mouse cursor camrical use
- high resolution video quality
- Convert high size video low format without quality ke.
5 Jing screen recorder software.
Yeah software bi apne quality ke liye bahut popular hai. is software ko techsmith ne delelop kiya hai. Jinka camtasia recorder bi bahut popular hai. Is tool se App video aur screen capture kar sakte hai.
Isme bahut hi best features available hai. jisse yeah itna popular hai.
Features.
- Screen recorder with screen capture
- Official editing tool for video and photo edit.
- Apne hisab se video ka area select kar sakte hai.
- High resolution video quality
- youtube tutorial video banane ke liye one of the best software.
Overall Above sabhi pc best screen recorder software for pc ya free screen recording software very useful hai aur khoi bhi Software use kar sakte hai.
SO guys aapko best screen recorder software ke bare me bata diya hai. ye sabhi free screen recorder software hai window pc ke liye
Agar apko top 5 best screen recorder for pc ke bare me post pasand aye to ishe social media par jarur share kare
Popular Posts:-