Paytm me paise kaise dale. Paytm se mobile recharge aur online shopping ya utility bill pay karne ke liye paytm me paise add karna anaa chaiye tabhi jakar aap online shopping ticket book, ya movie ticket, etc ko book kar skate hai. To is topic per ham apko batane wale hai. paytm me paise kaise dale ya Atm card se paytm Me Paise kaise add kare.
Jab bhi aap bank se paytm me balance add karoge tabhi aap online shopping ya mobile recharge Aur others services ko use kar skate hai. Atm card se paytm me paise add karna bahut simple hai. Bas aapko kuch bataye steps ko follow karna hai. To chaliye jante hai. paytm me paise kaise dale atm ya bank ke through.
Paytm abhi tak online money transfer me use kara jane wale sabse popular app hai. Abhi-abhi Google ne sam paytm ke tarh tez app ko lauch kiya hai. ye bhi paytm ke tarh kam karta hai. Lekin abhi tak paytm ke tah better services nhi de pa rha hai. Lekin ham bat kar rhe te Paytm me paise kaise dale. Apne kisi bhi bank account se paytm me paise kaise dale puri jankari.
How To Add Money In Paytm Wallet.
To chaliye jante hai. Apne paytm wallet me paise kaise jama kare. iskliye liye me apko niche simple step me batane ja rha hu. Jinko Follow karke app paytm me paise kaise add karte karen jan jayenge.
- Sabse pahle paytm wallet app ko open karen.
- Ab aap paytm app ke home page per pahuch jayenge.
- Ab apko add money option per click karna hai.
- Sabse phale jitna balance add karna utna balance enter karen.
- Ab Proceed blue button per click kar de.
CVV:- Atm ke pichhe 3 digit ka CVV number ko enter kare.
Atm debit card ka pura details dalkar pay now per lick karne ke bad Apke bank account se registered sim number per ek otp sms aayega.
Ab aap paytm me paise kaise dale ache trah se samjh aha gaya hoga. Agar aapko paytm me paise add kaise kare me khoi problem ho to hame comment karke puch skate hai.
Popular Posts:-