Jaisa ki aapko pata hi hoga. Adsense blog ke liye sabhi trah ke ads provide karta hai Jinme Custom ads Responsive , Links, ads, ads more etc samil hote hai.
Lekin Agar ham Custom ads ya big size ads blog me lagate hai. To Computer laptop me to ads responsive rahte hai. Lekin mobile aur other devices main responsive show nhi hote hai.
So agar aap apne blog ke liye custom ads ko responsive ads banana chahte hai. To Post ko read karke custom ads size ko sabhi device ke liye responsive bana skate hai.
Mujhse Bahut sare blogger ne adsense Custom responsive ads ke bare me pucha ki aapke blog me adsense ke custom responsive ads sabhi devices me responsive kaise rehte hai.
So aaj is post ke through sabhi blogger ko custom responsive ads banane ke liye simple trick batane ja rhu hu. Jisko Follow karke aap big size ads aur Custom responsive ads ko sabhi device me responsive show karwa skate hai.
Aur ye aapko bhi pata hoga. Agar ham blog per responsive ads use karte hai. to uski desktop me hight kam hoti hai.
Aur agar recommended size jaise 336*280, 300*250 ke ads ko use karte hai. To inki width Kam hoti hai. Ab aap kisi bhi size ke custom responsive ads ko responsive banane ke liye Is simple trick ka use kare.
Adsense Custom Ads Responsive Kaise banaye sabhi devices ke liye.
<script async src=”//pagead2.googlesyndication.com/pagead/js/adsbygoogle.js”></script>
<ins class=”adsbygoogle”
style=”display:inline-block;width:700px;height:300px”
data-ad-client=”ca-pub-xxxxxxxxxxxxxxxxxx”
data-ad-slot=”xxxxxxxxxxxxxx”></ins>
<script>
(adsbygoogle = window.adsbygoogle || []).push({});
</script>
<div style=”float:none;margin:10px 0 10px 0;text-align:center;”> <div class=’myads’> <script async src=”//pagead2.googlesyndication.com/pagead/js/adsbygoogle.js”></script>
<ins class=”adsbygoogle”
style=”display:inline-block;width:100%;height:300px”
data-ad-client=”ca-pub-xxxxxxxxxxxxxx”
data-ad-slot=”xxxxxxxx”></ins>
<script>
(adsbygoogle = window.adsbygoogle || []).push({});
</script></div></div>
Ab aapke adsense ke ads sabhi decives me responsive show honge. Jis trah aap is post me mere adsense ke custom responsive ads show ho rhe hai. is trah aapke blog me bhi ads responsive honge. Fir chaye computer ya smartphone sabhi device ads responsive show honge.
Aur jayda click milne ke sambawna bad jayegi. Aur template theme bhi proper work karegi.
- Adsense Auto Ads Kya है पूरी जानकारी हिंदी में
- Blogger ke Sabhi Post Me Adsense Ke ads Kaise lagaye
- Adsense Custom Ads Ko Responsive Kaise Banaye