Adsense CTR CPC CPM CPA RPM Or Impression Kya Hai.
Adsense se achi earning karne ke liye adsense terms aur adsense ke bare me puri details jankari hona bahut jauri hai. tabhi jakar adsense se badiya income kar skate hai. Is post me aapko adsense CTR CPC CPM CPA RPM, aur adsense impressions kya hai.
Iske bare me puri jankari se janege. New adsense user ko adsense ke bare me jankari nhi hoti hai. Kyoki adsense me thode advanced features hai.
jinko samjhne me thoda time lagta hai. Agar aapko adsense ke bare me puri details pata hai. To adsense
use karne me bahut simple ho jata hai,
Adsense CTR CPC CPM CPA RPM, adsense impressions kya hai. Aur kaise kaam karte hai. Basically jab adsense approval hota hai.
Tab adsense ke bare me jayda jankari nhi hoti hai. isliye cpc, bahut low rahti hai. cpc increase karne ke liye adsense ko bhi samjhna bahut jarur hota hai.
Is post ham janege, adsense ctr cpc cpm cpa kya ,adsense impressions Kya hai. Ye adsense ke tools hote hai. Jinse adsense earning estimate kar pata hai. Aur user ko provide karta hai.
Agar adsense user CTR CPC CPM CPA RPM aur adsense impressions ke bare ache trah se samjh jaye to Adsense earning ko increase kiya ja sakta hai.
To Adsense ctr cpc cpm rpm or adsense impression kya aur kasie kham karta hai ye janne ke liye post ko end tak read kare.
विषय-सूची
Adsense CTR CPC CPM CPA RPM Impressions Kya Hai.
Adsense CPM Kya Hai.
Adsense CPM ka pura naam cost per thousand hota hai. ye adsense ka baisc tool hai. cpm 1000 ad impression par payment fix karta hai. ye website par har bar deke jane wale ads ko count karta hai. tab ye aapko 1000/per impression ke anusar payment karta hai.
Cpm ko calculate karne ke liye aap is formule ka use kare.
CPM= Cost Per 1000 Impressions.
Adsense CPC Kya Hai.
Adsense CPC ka pura naam Cost per click hota hai. CPC Adsense me sabse common word hai. blog website ad par aapko total kitne click se total kitne paise milte hai. or par click ki hisab se kitne milte hai. For example aapko ek click ka 0.8$ or other 3 click se 1$ mile hai. to aapko total cpc (0.8$+1$)/4=0.27$ hogi.
CPC ko dekhne ka simple formula (Total Earning/Total Click=CPC) hota hai. Cpc keyword rate par defends hoti hai. jo keyword high rate ko hota hai. us post ke ads par click ki cpc bhi high hoti hai.
Adsense CTR Kya Hai.
Adsense Ctr ka pura nam Click through rate hota hai. Jaise Cpm Aur CPC Advertising ki cost ko dekta hai. CTR uski efficiency ko dikhata hai. Aur ctr hi decide karta hai. Aapko kis ads par kitne click impression Aur kitne pay karna hai.
CTR Calculate karne ka Formula hota hai:-
CTR=Numbers of CLick/Numbers of impressions)*100
CTR ke Aur bhi simple trike se samjh lete hai. Formula=(5/500) x 100=CTR Agar aapke ads ko 500 visitors ne dekha aur 500 me se 5 logo ne ads par click kiya to aapko total CTR 1% hoga
Adsense CPA Kya Hai.
Adsense CPA Ka pura nam Cost Par Action hota hai. CPM aapke ads ke full information provide karta hai. Aur CPA ka payment kisi ke sath conversion ke dauran tay kiya jata hai.
Jaise ki vistor aapke ads par click karke kuch buy karna chahta hai. uske liye apke sath conversion karke us product ko purchase karta hai. To uske aapko acha paise milte hai.
Adsense RPM Kya Hai.
Adsense RPM, CTR or CPC par par depend karta hai. RPM ko increase karne ke liye Cpc aur Ctr ko increase karna hota hai. Agar rpm ko simple words me samjhe to. adsense RPM Ka matlab aapne website blog ke 1000 pageviews par ktine paise earn kiye hai.
Agar aapke blog par 2000 pageviws par 20$ earning ki hai. to aapke impression 5000 honge. aur RPM 4$ hoga.
Adsense RPM Ko Calculate Karne ka Formula.
RPM=Estimated Earnings/Ad Impressions)* 1000
Adsense Impressions kya hai.
Aapko adsense ctr cpc cpm rpm aur adsense impressions ke bare me ye Post kaise lagi Comment karke jarur bataye. Aur post ko Socail media par jarur share kariye
Popular Posts:-